当前位置:首页 > 歌词大全 > Jab Tak Hai Jaan - The Poem歌词
  • Teri aankhon ki namkeen mastiyan
    Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan
    Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
    Nahi bhoolunga main
    Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

    Tera haath se haath chhodna
    Tera saayon se rukh modna
    Tera palat ke phir na dekhna
    Nahin maaf karunga main
    Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

    Baarishon mein bedhadak tere naachne se
    Baat baat pe bewajah tere roothne se
    Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
    Mohabbat karunga main
    Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

    Tere jhoothe kasme vaadon se
    Tere jalte sulagte khwabon se
    Teri be-raham duaaon se
    Nafrat karunga main
    Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

  • [00:07.95]Teri aankhon ki namkeen mastiyan
    [00:11.00]Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan
    [00:15.00]Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
    [00:18.00]Nahi bhoolunga main
    [00:20.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
    [01:23.00]
    [00:33.00]Tera haath se haath chhodna
    [00:35.92]Tera saayon se rukh modna
    [00:38.00]Tera palat ke phir na dekhna
    [00:41.00]Nahin maaf karunga main
    [00:43.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
    [00:46.00]
    [00:58.00]Baarishon mein bedhadak tere naachne se
    [01:01.00]Baat baat pe bewajah tere roothne se
    [01:04.50]Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se
    [01:08.00]Mohabbat karunga main
    [01:10.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
    [01:13.75]
    [01:35.00]Tere jhoothe kasme vaadon se
    [01:38.00]Tere jalte sulagte khwabon se
    [01:40.96]Teri be-raham duaaon se
    [01:43.00]Nafrat karunga main
    [01:45.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
    [01:48.00]