当前位置:首页 > 歌词大全 > Piya Aaye Na歌词

Piya Aaye Na

Aashiqui 2专辑

  • Teri khata hai mere jiya
    Teri khata hai mere jiya
    Unnpe bharosa kyun tune kiya

    Sab jhoothe jhoothe waade thhe unke
    Chal peechhe peechhe aaya tu jinke
    Woh piya aaye na
    Woh piya aaye na
    Piya aaye na woh.. piya aaye na

    Ab sabhi unn khwaabon ki tu dagar chhod de
    Ab sabhi unn khwaabon ko tu khud hi tod de
    Woh piya aaye na
    Woh piya aaye na
    Piya aaye na woh.. piya aaye na

    Teri khata hai mere jiya
    Teri khata hai mere jiya

    Har khata ki hoti hai koi na koi sazaa
    Gham likhe ho kismat mein to ban hi jaati wajah
    Ab sabhi gham ashqon mein simat se gaye
    Ab sabhi aansu palkon se lipat se gaye
    Woh piya aaye na
    Woh piya aaye na
    Piya aaye na woh.. piya aaye na

    Sach laga tha jo bewajah
    Humko woh bharam ho gaya hai
    Bhor aane thhe jis fasaane mein
    Woh khatam ho gaya
    Bhoole hum bhoole woh
    Kaise sabse kahein baat yeh

    Ab chalo hum dheere dheere bihal se gaye
    Ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
    Woh piya aaye na
    Woh piya aaye na (woh piya aaye na)
    Piya aaye na woh.. piya aaye na
    Woh piya aaye na
    Woh piya aaye na
    Piya aaye na woh.. piya aaye na

    Teri khata hai mere jiya
    Teri khata hai mere jiya
    Unnpe bharosa kyun tune kiya

  • [00:24.00]Teri khata hai mere jiya
    [00:30.00]Teri khata hai mere jiya
    [00:35.99]Unnpe bharosa kyun tune kiya
    [00:43.00]
    [00:44.98]Sab jhoothe jhoothe waade thhe unke
    [00:50.00]Chal peechhe peechhe aaya tu jinke
    [00:55.00]Woh piya aaye na
    [00:57.00]Woh piya aaye na
    [01:01.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na
    [01:06.00]
    [01:08.00]Ab sabhi unn khwaabon ki tu dagar chhod de
    [01:14.00]Ab sabhi unn khwaabon ko tu khud hi tod de
    [01:18.00]Woh piya aaye na
    [01:20.00]Woh piya aaye na
    [01:24.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na
    [01:30.00]
    [01:31.00]Teri khata hai mere jiya
    [01:37.00]Teri khata hai mere jiya
    [01:42.00]
    [02:18.00]Har khata ki hoti hai koi na koi sazaa
    [02:29.00]Gham likhe ho kismat mein to ban hi jaati wajah
    [02:41.00]Ab sabhi gham ashqon mein simat se gaye
    [02:47.00]Ab sabhi aansu palkon se lipat se gaye
    [02:52.00]Woh piya aaye na
    [02:54.00]Woh piya aaye na
    [02:58.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na
    [03:04.00]
    [03:28.00]Sach laga tha jo bewajah
    [03:30.50]Humko woh bharam ho gaya hai
    [03:34.00]Bhor aane thhe jis fasaane mein
    [03:37.00]Woh khatam ho gaya
    [03:39.00]Bhoole hum bhoole woh
    [03:42.00]Kaise sabse kahein baat yeh
    [03:48.00]
    [03:49.00]Ab chalo hum dheere dheere bihal se gaye
    [03:54.99]Ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
    [03:59.50]Woh piya aaye na
    [04:01.00]Woh piya aaye na (woh piya aaye na)
    [04:05.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na
    [04:11.00]Woh piya aaye na
    [04:13.00]Woh piya aaye na
    [04:17.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na
    [04:23.00]
    [04:24.00]Teri khata hai mere jiya
    [04:30.00]Teri khata hai mere jiya
    [04:35.00]Unnpe bharosa kyun tune kiya
    [04:43.00]